rest is investing of time........

Monday, August 23, 2010

REST IS INVESTING OF TIME …

Hi dosto…
Discuss ki koi time nahi hoti bas jab khyal or mood ho tab ho jana chahiye or isi soch ke khyal me mai ye apna blog likhne ja raha hu………..
REST IS INVESTING OF TIME …
SO rest karne me interest to mat hi jagao or apne kam me hamesa busy raho………
Hamesa dekha hoga rest me hi guest bante or nivte vi hai kyunki guest hamesa time spend karna chahte hai tavi to vo guest hi rah jate hai…or is bahas se mujhe yad aayi…
Difference between personal and social in the sence of other person….
Jab admi personal life me involve hota hai to se sirf apne bare me khabar hoti hai…par ye sirf usi ke liye ahmiyat rakhta hai…bhala dusre ke personal life se kisi ko kya fayda mil sakta hai…jaise ki hum news me sahrukh or bachhan ji ki personaly chije sunte hai par vo to sirf ek bakwas hota hai (mere sence me ) …kya apko fayda hua silpa shetti ke shadi kle bare me jankar… kya apko fayda hua dhoni ke shadi ki bat jankar aise hi kai news hai jise apko jankar koi fayda nahi ho sakta hai..
Par jab cabinet me financial budget ata hai ….ya ..koi employment ki vacancy ati hai….ya ….koisalery me increment ki bat ati hai to……ap apna kana da baithte hai….kyunki ye khabar apko social najar ati hai kyunki isme sirf apko nahi savi ka lgav hota hai……….
So in my sense a person should spent life social n ki personal…..or ek ache admi banne ke liye jaroori hota hai ki admi ki soch or bol dono social hona chahiye…

PERSONAL



Like